Roman script

chor bazaari do naino ki pehli thi aadat jo hat gayi 

pyar ki jo teri meri umr aayi thi wo ghat gayi

duniya ki to fikr kaha thi teri bhi ab chinta ghat gayi 

tu bhi tu hai main bhi main hu duniya saari dekho ulat gayi

tu naa jaane main naa jaanu kaise saari baat palat gayi 

ghatne bhi thi ye bhi ghatna ghatte ghatte lo ye ghat gayi 

chor bazaari do naino ki pehli thi aadat jo hat gayi 

tarif teri karna tujhe khone se darna 

ha bhul gaya ab tujhpe din mein chaar dafa marna 

tarif teri karna tujhe khone se darna 

ha bhul gaya ab tujhpe din mein chaar dafa marna 

pyar khumari utri saari baato ki badli bhi chhut gayi 

???main aayi aise mujhko to main hi main ???

ek huye the do se dono dono ki ab raahe bat gayi

tu naa badli main naa badla duniya saari dekh badal gayi 

ab koi fikar nahi gam ka bhi jikar nahi 

ha hota hu main jis raste pe aaye khushi wahi 

aazad hu main tujhse aazad hai tu mujhse 

ha jo ji chaahe jaise chaahe karle aaj yahi 

laaj sharam ki chhoti moti jo thi dori wo bhi kat gayi

chaur chabare gali mauhle kholke main saare ghungat gayi 

tu naa badli main naa badla duniya saari dekh badal gayi

ek ghut mein duniyadaari ki main saari samjh mein gal gayi

rang ranga paani peeke sidhi sadhi kudi bighad gayi 

dekhke mujhko hasta gaata sadh gayi ye duniya sadh gayi

Explore this song