Roman script

sab chaman se gulab le aaye

husna wale shabab le aaye

shekh sahab ne mang li jannat

hum waha se sharab le aaye

chum kar mad bhari aankho se gulabi kagaz

usne bheja hai mere naam sharabi kagaz

usne bheja hai mere naam sharabi kagaz

chum kar madbhari aankho se gulabi kagaz

uske hatho me gulabo ki mehek hai shayad 

uske chhune se hua sara gulabi kagaz

uske chuhne se hua sara gulabi kagaz

chum kar madbhari aankho se gulabi kagaz

uska khat pate hi maikhane ki yaad aati hai 

kahi mujhko bhi bana de na sharabi kagaz 

kahi mujhko bhi bana de na sharabi kagaz

chum kar madbhari aankho se gulabi kagaz

kahi mai uska pata bhul na jau rashid 

kahi mai uska pata bhul na jau rashid

kahi mai uska pata bhul na jau rashid

mujhko likhata hai wo har bar jawabi kagaz

chum kar madbhari ankhonse gulabi kagaz

usne bheja hai mere naam sharabi kagaz

chum kar madbhari aankho se gulabi kagaz

Explore this song