Roman script

chhod baabul ka ghar
mohe pee ke nagar 
aaj jaana pada 
ho aaj jaana pada 
pehan ulfat ka gehna 
dulhan main bani 
dola aaya piya ka 
sakhi main chali 
ye tha jhootha nagar
isliye chhod kar
mohe jaana pada 
o aaj jaana pada 
aao sajan khade hain dwaar 
lene ko aaye kahaar 
doli me ho ja sawaar

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Talat Mahmood

actor: Dilip Kumar, Nargis