Roman script

chup na jana chup na jana aye 

chand chup na jana

aye chand chup na jana jab tak mai geet gau

ye taal jidagi ka jee bhar ke mai bajau

aye chand chup na jana aye 

chand chup na jana

udta hua ye panchi bhule se idhar aaya

udta hua ye panchi bhule se idhar aaya

anjane is ghar ko apna hai ghar banaya

ye sukh ki nind soye ye sukh ki nind soye

mai khawab banke aau aye chand chup na jana

aye chand chup na jana

kaise ada thi jis pe aankhe hui diwani

kaise ada thi jis pe aankhe hui diwani

ye dil ke bhag khuliye jab banat ye kahani

is raat ka ye kissa is raat ka ye kissa

mai umar bhar sunau aye chand chup na jana

aye chand chup na jana

aye sone wale sona jab tak jee chahe sona

aye sone wale sona jab tak jee chahe sona

kal din ki roshni me is raat ka gam dhona

taiyar ho safar ko tujhko mai raah dikhau

aye chand chup na jana jab tak mai geet gau

jee bar ke mai lajau aye chand chup na jana

Explore this song