Roman script

chhup chhup ke chale aao 

kabhi chand ho na ho

chhup chhup ke chale aao 

kabhi chand ho na ho

dil humne de diya hai tumhe

yaad ho na ho

yaad ho na ho

chhup chhup ke chale aao 

punam ki dhuli raat hai, dil bekraar hai

punam ki dhuli raat hai, dil bekraar hai

bechain sitaaro ko tera intezaar hai

bechain sitaaro ko tera intezaar hai, tera intezaar hai

fir pyar se ya chandni aabaad ho na ho

dil humne de diya hai tumhe

yaad ho na ho

yaad ho na ho

chhup chhup ke chale aao 

aajaad hawaao me pali phul ki kali

ho aajaad hawaao me pali phul ki kali

aakar basi hai aaj tere pyaar ki gali

aakar basi hai aaj tere pyaar ki gali, tere pyaar ki gali

mil jaaoge ki fir jindagi aajaad ho na ho

dil humne de diya hai tumhe

yaad ho na ho

yaad ho na ho

chhup chhup ke chale aao 

lagta hai ki bas aa rahe ho aa rahe ho tum

ho lagta hai ki bas aa rahe ho aa rahe ho tum

raaho ke har chiraag ko chamka rahe ho tum

raaho ke har chiraag ko chamka rahe ho tum

chamka rahe ho tum

ye khwaab majedaar hai tumhe yaad ho na ho

dil humne de diya hai tumhe

yaad ho na ho

yaad ho na ho

chhup chhup ke chale aao

Explore this song