Roman script

ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya
ho sone ki machhariya sone ki machhariya
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya
ho raaja ke talaiya me hai sone ki machhariya
sone ki machhariya
ari ho raja ki talaiya me jadu ka pani 
jadu ka pani
ang lage khil jaye jawani 
ang lage khil jaye jawani
jaise hai, jaise kamal ki hai kaliyaan, hai kaliyaan
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya
ho raja ki talaiya me 
raja ki talaiya me thanda thanda pani 
ho thanda ho thanda, ho thanda thanda pani
raja ki talaiya me thanda thanda pani 
ho thanda thanda pani
mahlo se aaye nahane maharani
mahlo se aaye nahane maharani
saath liye, saath liye apni saheliya, saheliya, saheliya 
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya
raja ki talaiya me mitha mitha pani 
ho mitha mitha pani
raja ki talaiya me mitha mitha pani 
ho mitha mitha pani
piyo to hoye koyal si vaani 
piyo to hoye koyal si vaani
piyo to hoye koyal si vaani
bole to nikle rganiya, rganiya, rganiya
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya
ho chhuk chhuk chhaiya chaiya 
chhuk chhuk chhaiya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Meena Kapoor, Binapani Mukherjee

actor: Dulari, Rehana