Roman script

duniya walo o duniya walo

chote se sawal ka julm ke faile jal ka

insan ke is hal ka jawab do

duniya walo hatho me hathiyar kyu

desho ki diwar kyu

tukde hai sansar kyu jawab do

duniya walo o duniya walo

pyar ki boli bhul gaye sab

chalan chala hai goli ka chalan chala hai goli ka

chalan chala hai goli ka har daman par laga hua hai

rang khun ki holi ka  rang khun ki holi ka 

rang khun ki holi ka koi hamko ye to batade

nirdosho par war kyu nirdosho par war kyu

itna atyachar kyu

nahi dilo me pyar kyu jawab do

duniya walo o duniya walo

barudo ki barsato se  barudo ki barsato se 

ghayal dharti hoti hai ghayal dharti hoti hai

ghayal dharti hoti hai

Explore this song