Roman script

chhote chhote pairon ke tale raste bade ho

nanhe se kandhon pe kyun ye baste bade hai

apni saari khwaaishein, lambi si farmaayishein

inko jina sikhlaane pe hum kyun aade hain

ye bhale hai naadaan par hai kisi se anjaane nahi

jitne bhi shaitaan hai dekho to bhagwaan bhi hai yahi

aankhon ki badmashiya, hontho ki gustakhiya

inka bachpan chhudwaane pe hum kyun aade hai

chhote chhote pairon ke tale raste bade ho

nanhe se kandhon pe kyun ye baste bade hai

apni saari khwaaishein, lambi si farmaayishein

apni saari khwaaishein, lambi si farmaayishein

inko jina sikhlaane pe hum kyun aade hain

khwaab hai ye hamaare ye kal ke hai sahaare ji nahi

chale manjile ye apni

jiye sapne apne liye kyun nahi

kaagaz ki ye kashtiyaan jinko deti mastiyaan

unko dariya mein tairaane par kyun aade hai

chhote chhote pairon ke tale raste bade ho

nanhe se kandhon pe kyun ye baste bade hai

apni saari khwaaishein, lambi si farmaayishein

apni saari khwaaishein, lambi si farmaayishein

inko jina sikhlaane pe hum kyun aade hain

Explore this song