Roman script

chhota sa sansar humara, chhota sa sansar

chhota sa sansar humara, chhota sa sansar

hara bhara parivar humara, hara bhara parivar

mere papa jiske raja, mummy jiski rani

mere papa jiske raja, mummy jiski rani

aur hum dono ki laadli beti badi sayani

aur hum dono ki laadli beti badi sayani

chhota sa sansar humara, chhota sa sansar

hara bhara parivar humara, hara bhara parivar

mere acche ppa, mere pyare ppa

kaho tum mujhko laye the kahan se

laye the kahan se

ppa chup, mummy chup

are koi to bolo

suno beti rani angna humare

phulo ki ek tokri giri aasma se

o kholi jab tokri

to kya nikla, ha

o kholi jab tokri

to nikli ek chhokri

nanhi munni gudiya jaisi

pariyo ki rani 

pariyo ki rani, kya wo main thi

ha ha

chhota sa sansar humara, chhota sa sansar

hara bhara parivar humara, hara bhara parivar

maangu ek chiz mummy, mujhe la dogi

bolo beti bolo beti

kya tum logi

railgadi chahiye, railgadi chahiye

ya saat suro ka baaja

na na ppa, na na mummy

na gaadi na baaja

ha phir kya chahiye, bolu

bolo beti

chhota sa ek bhaiya maangu

o ho ha ha

chhota sa ek bhaiya maangu

nahi to kisko rakhi baandhu

mummy se puchhu, ppa se puchho

are mummy se puchhu na

main kyu na dono se puchhu

chhota sa sansar humara, chhota sa sansar

hara bhara parivar humara, hara bhara parivar

mere papa jiske raja, mummy jiski rani

are mere papa jiske raja, mummy jiski rani

aur hum dono ki laadli beti badi sayani

aur hum dono ki laadli beti badi sayani

chhota sa sansar humara, chhota sa sansar

hara bhara parivar humara, hara bhara parivar

Explore this song