Roman script

chhota sa ghar hai ye magar, chhota sa ghar hai ye magar

tum isko pasand kar lo

darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo

main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu 

tum mujhko razamand kar lo

ye ghar nahi ye hai ek sapana, sapana nahi sach hai pyar apna 

is pyar se lag ke gale, is pyar se lag ke gale

mulakaate to chand kar lo, darvaaza band kar lo

main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu 

tum mujhko razamand kar lo

darvaza band kar lo, darvaza band kar lo 

chhuna na mujhko o mere chhaila, gora bandan ho jayega maila

is rang ka is rup ka, is rang ka is rup ka

na itna ghamand kar lo, darvaaza band kar lo 

main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu 

tum mujhko razamand kar lo

darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo 

suraj sitare ya phul laau is ghar ko main kaise sajaau

phulo se main is ghar ko sajaau bolo main kya kya saman laau

rahna mujhe dil me tere, rahna mujhe dil me tere

bas iska prabandh kar lo, darvaaza band kar lo

chhota sa ghar hai ye magar, chhota sa ghar hai ye magar

tum isko pasand kar lo, darvaaza band kar lo 

main ha kahu ya na kahu, main ha kahu ya na kahu 

tum mujhko razamand kar lo

oye darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo 

darvaaza band kar lo, darvaaza band kar lo

Explore this song