Roman script

chhore ki bate mithi chhuri hain
chhore ki lekin aadat buri hain
chhore ki aankhe sharabi
hain inme nasha bhi yeh dil bole
chhore ki bate mithi chhuri hain
chhore ki lekin aadat buri hain
chhore ki bate mithi chhuri hain
chhore ki lekin aadat buri hain
chhore ki aankhe sharabi
hain iname nasha bhi yeh dil bole
bole bole bole 
gori gori gori gori bahen teri hain
jo chori chori chori chori dekhu inhe mai to
gora gora gora gora rang teraa bhi hain
chhora chhora chhora chhora tu to jawan bhi hain
ab duriya kaisi majburiya kaisi
tere hi hatho me hain mera har faisala re
yeh dil de diya re ke dil bole
bole bole bole 
khoya khoya khoya khoya meraa divana hain 
soya soya soya soya sara jamana hain 
khoya khoya khoya khoya teraa divana hain 
soya soya soya soya sara jamana hain 
julfen jo khul jaye suraj bhi ghul jaye
chhu karke mujhko to sagar bhi dhul jayega re 
tu dil ko bacha re ye dil bole
bole bole bole
chhori ki bate mithi chhuri hain
chhori ki lekin aadat buri hain
chhori ki aankhe sharabi
hain iname nasha bhi ke dil bole
bole bole bole

Song details

singer: Amit Kumar, Shweta Pandit