Roman script

besharo ka zamane me sahara hai khuda 

dubne walo ki kasti ka kinara hai khuda

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara 

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara

hafiz khuda tumhara hafiz khuda tumhara 

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara

chhuta watan hamara

usne bhi humko di thi duniya me badshahat

usne bhi le liyr hai ye taz ye hakumat ye taz ye hakumat

takdir le rahi hai ab imtiha hamara

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara

hafiz khuda tumhara hafiz khuda tumhara

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara

chhuta watan hamara

aaye the hath khali jate hai hath khali

shaho ko de fakiri kya shan hai nirali kya shan hai nirali  

jis hal me rakhe wo humko hai sab 

gawara chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara 

hafiz khuda tumhara hafiz khuda tumhara

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara chhuta watan hamara

taro me tha khajana sab rah gaya yahi 

par hatim ki nekiyo ka charcha hai is zami par

charcha hai is zami par

kya le gaya sikandar kya le gaya hai dhara 

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara 

hafiz khuda tumhara hafiz khuda tumhara

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara 

chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara

chhuta watan hamara chhuta watan hamara

Explore this song