Roman script

chhodo chhodo chhodo ji baiya mori mai najuk chhori 

ha ha ji meri tauba hai tauba hai tauba hai

dedo dedo dedo dedo mora dil gori buri hai ji chori

mohe lage sharam bedardi balam

ghunghat mora khul khul jaaye re

ghunghat mora khul khul jaaye re

jiya maane nahi kuch jaane nahi

bairi bas me more nahi aaye re

bairi bas me more nahi aaye re

mat kariyo re jora jori kasam tujhe mori

ha ha ji meri tauba hai tauba hai tauba hai

chhodo chhodo chhodo ji baiya mori mai najuk chhori 

ha ha ji meri tauba hai tauba hai tauba hai

kuch apni kaho kuch mori suno

jaan jalti hai ji takrar se

jaan jalti hai ji takrar se

jiya mora jale dhak dhak dhak kare

baaj aayi mai aise pyar se

baaj aayi mai aise pyar se

ab hasiyo jara tum gori hathili chhori

ha ha ji meri tauba hai tauba hai tauba hai

chhodo chhodo chhodo ji baiya mori mai najuk chhori 

ha ha ji meri tauba hai tauba hai tauba hai

dedo dedo dedo dedo mora dil gori buri hai ji chori

ha ha ji meri tauba hai tauba hai tauba hai

Explore this song