Roman script

hum jo rahte the kisi dil me tamanna banke 

aaj baithe hai gairo me tamaasha banke 

chhodke sharaafat le mahfil me tere liye 

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya

chhodke sharaafat le mahfil me tere liye 

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya 

laaj ka ye ghunghata uthaake mukhade se 

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya

ho main hun naajuk kali chhod apni gali

ho main hun naajuk kali chhod apni gali  

aaj bhanwaro ke gulshan me aayi 

kaante kaante gulaab kisko saupu shabaab 

yaha baithe hai sab harjaai 

mera bole ang ang 

mera bole ang ang mai kati huyi patang 

ho nayi dor baandh ke uda le rasiya

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya

chhodke sharaafat le mahfil me tere liye 

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya 

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya

mera rup hai salona ye samjhe khilauna

mera rup hai salona ye samjhe khilauna  

meri har koi kheeche chunariya 

ye tan ko hi dekhe na man ko ye dekhe 

kaisi maili hai inki najariya 

mai hu pinjre ki mainaa

mai hu pinjre ki mainaa haath aaungi mai na 

jitna satana hai sataa le rasiya 

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya

ho chhodke sharaafat le mahfil me tere liye 

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya 

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya

laaj ka ye ghunghata uthaake mukhade se 

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya

baandh liye ghunghuru nachaale rasiya

Explore this song