Roman script

chhod ke main saari duniya ko, aayi na re sawariya 

pichha chhod ungi na, nata todungi na 

pichha chhod ungi na main to saari umariya 

jabse maine tujhko dekha, mann me huwa ujiyara 

pyar ki manzil mujhko mil gayi, tera mila sahara 

preet hamari bani kahani, main hui bawariya 

pichha chhod ungi na, nata todungi na 

pichha chhod ungi na main to saari umariya 

raah me tori saiya more apne nain bichhau 

maang me pag ke phul lagakar janam janam sukh paau 

haath me gajra, nain me kajra more pag payaliya 

pichha chhod ungi na, nata todungi na 

pichha chhod ungi na main to saari umariya

Explore this song