Roman script

chhod bhi de majhdaar me naav lekar uska naam

paar utare ya wo duboye jane apne kaam

aadmi chirag hai uski chalegi kya 

chalti hawa ke saamne

tu bhi majbur hai main bhi majbur hu 

uski raja ke saamne

ho ho aadmi chirag hai uski chalegi kya 

chalti hawa ke saamne

tera kaam hai yahi bas kaam kiye ja

mat soch ye tu anjaam hai kya

tera kaam hai yahi bas kaam kiye ja

mat soch ye tu anjaam hai kya

wo kaato ke sej de ya phulo ki

jhukne ke siva tera kaam hai kya

jhukne ke siva tera kaam hai kya

aadmi chirag hai uski chalegi kya

chalti hawa ke saamne

ho ho tu bhi majbur hai main bhi majbur hu

uski raja ke saamne

kayi dub ke bhawar me bhi bach nikle

kayi rah gaye dub ke kinare par

kayi dub ke bhawar me bhi bach nikle

kayi rah gaye dub ke kinare par

wo nadi hai ya naav ya aandhi ho

sabhi chalte hai uske ishare par

sabhi chalte hai uske ishare par

aadmi chirag hai uski chalegi kya

chalti hawa ke saamne

ho ho tu bhi majbur hai main bhi majbur hu

uski raja ke saamne

Explore this song