Roman script

chhede hai mujhko kaari badariya re

chhede hai mujhko kaari badariya re

bairi mausam suhana

pees gayi jawani meri haay

pees gayi jawani meri rup ke bojh se

pees gayi jawani meri rup ke bojh se

yun chakki me dana

chhede hai mujhko

na to kisi ne meri baiyaa marori

na kangna chhankaya, na kangna chhankaya

rahgi tadap ke naagan si ankhiyaa

koi sapera na aaya, koi sapera na aaya

sara zamana hai begana re

sara zamana hai begana

koi na jana pahchana 

pees gayi jawani meri, haay mar gayi daiya

pees gayi jawani meri rup ke bojh se

yun chakki me dana

chhede hai mujhko

apne dil ki har chahat ko

kisi ke naam laga dun main

kisi ke naam laga dun

jo tujhpe hai beet rahi vo

usko baat bata dun, usko baat bata dun

kab koi pardeshi aaye kahi se haay

kab koi pardeshi aaye kahi se

banke mile anjana

pees gayi jawani meri haay 

pees gayi jawani meri rup ke bojh se

yun chakki me dana

chhede hai mujhko

Explore this song