Roman script
chhalke chhalke sharab-e-jawani ke pyale chhalke chhalke chhalke chhalke sharab-e-jawani ke pyale chhalke chhalke koi hontho se apne laga le laga le o mere raja o mere raaja hontho se apne laga le laga le chhalke chhalke koi najare lagane laga hai jee mera sansanane laga hai koi najare lagane laga hai jee mera sansanane laga hai har kadam dagmagane lag hai koi mujhko sambhale sambhale koi mujhko sambhale sambhale chhalke chhalke buddhu angadaiya le raha hai buddhu angadaiya le raha hai shayad wo masti lutane laga hai ishk intjaar aur kya hai buddhu ko aaj apna bana ke bana le chhalke chhalke chhalke chhalke sharab-e-jawani ke pyale chhalke chhalke
Song details
- Singer: Kalyani Das
- Film / album: Iran Ki Ek Raat (1949)
- Composer: Kamal Dasgupta
- Lyricist: Mile Lakhnavi
- Lyricist: Nosheer Rizvi
- Lyricist: Sundar
- Actor: Jamuna
- Actor: Chandravati
- Actor: Narang
Song video
lyricist: Mile Lakhnavi, Nosheer Rizvi, Sundar