Roman script

chhail chhabeela rang rangila badan katila ho rasila

roop sajila yaar hatila tang pejaama kurta dheela

chhabeela rangila hatila rasila la la la sajila

hatila pejaama hai dheela

oh re chhabeela nashila saawan beeta jaaye

oh re chhabeela nashila saawan beeta jaaye

suno o jamila katila aise tan ko jalaaye ke

ang sajila dekho, rang rangila dekho 

ang sajila dekho, rang rangila dekho 

bijuri mujhpe giraaye

oh re chhabeela nashila saawan beeta jaaye

tu na jaane na na na na tu tu tu tu 

tu na jaane na na na na tu tu tu tu

tu na jaane, tu na jaane, hai ye pyaar kya

are bekadar tujhe na khabar

are bekadar tujhe na khabar

haal dard-e-dil ka

dono jahaan le, chaahe to jaan le

rab ka hai waasta kehna to maan le

oh re chhabeela nashila saawan beeta jaaye

suno o shakila hatila aise tan ko jalaaye ke

aaja aaja aa aa aa aaja aaja, aaja aaja ye aaja aaja

aaja aaja ab to aaja rasta mod ke

tujhe hai kasam are bereham

tujhe hai kasam are bereham

kar na sitam aise

pehlu se chhut ke bikharu main toot ke

bedard baalma na ja yun rooth ke

oh re chhabeela nashila saawan beeta jaaye

oh re chhabeela nashila saawan beeta jaaye

suno o ramila hatila aise tan ko jalaaye ke

chhail chhabeela rang rangila badan katila ho rasila

roop sajila yaar hatila tang pejaama kurta dheela

chhabeela rangila katila rasila

sajila hatila pejaama hai dheela

kitna sada aur kitna akela

Explore this song