Roman script

chhaai kaari badariyaa bairaniyaa ho raam

ghan badraa gaganvaa jhukan laagi ho

more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho

chhaai kaari

jhulano pe gaavan ki rut aai re

ratiyaan jagaavan ki rut aai re

jhulano pe gaavan ki rut aai re

ratiyaan jagaavan ki rut aai re

kachhu kho ke paavan ki rut aai re

kachhu kho ke paavan ki rut aai re

more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho

chhaai kaari 

jaave koi pi ko laave sakhi

ikale me kachhu naahi bhaave sakhi

jaave koi pi ko laave sakhi

ikale me kachhu naahi bhaave sakhi

haay purvaa pavan ji jalaawe sakhi

purvaa pavan ji jalaawe sakhi

more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho

chhaai kaari

chhaai kaari badariyaa bairaniyaa ho raam

ghan badraa gaganvaa jhukan laagi ho

more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho

chhaai kaari

Explore this song