Roman script
chhaaya meri ummid ki duniya me andhera ab ye kise maalum hai kab hoga savera chhaaya meri ummid ki duniya me andhera ab ye kise maalum hai kab hoga savera kho jaaye na mil kar kahi ulfat ka khazana kahi ulfat ka khazana kho jaaye na mil kar kahi ulfat ka khazana rah jaaye na lut kar kahi armaano kaa dera ab ye kise maalum hai kab hoga savera khilne bhi na paayi abhi kaliya mere dil ki abhi kaliya mere dil ki khilne bhi na paayi abhi kaliya mere dil ki dil tod ke gam ne kiya pehlu me basera ab ye kise maalum hai kab hoga savera sunta nahi koyi kise main ja ke sunaau kise main ja ke sunaau sunta nahi koyi kise main ja ke sunaau dukh-dard me duba hua afsana hai mera ab ye kise maalum hai kab hoga savera chhaaya meri ummid ki duniya me andhera ab ye kise maalum hai kab hoga savera
Song details
- Singer: Shamshad Begum
- Film / album: Chandni Raat (1949)
- Composer: Naushad
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Actor: Shyam
- Actor: Naseem Banoo
- Actor: David
- Actor: Ulhas
- Actor: Cuckoo
- Actor: Jillo
- Actor: Parveen
- Actor: Noor Jahan
- Actor: Sayeeda Khan
Song video
actor: Cuckoo, Shyam, David, Ulhas