Roman script

chehra to lag rah hai 

gulab ki tarah 

aankhe to lag rahi hain 

sharab ki tarah

sach kahta hu dekha nahi hai 

khwab ki tarah  

sach kahta hu dekha nahi hai 

khwab ki tarah  

chehra to lag rah hai 

gulab ki tarah 

aankhe to lag rahi hain 

sharab ki tarah

ye main na samajh paau 

hakikat me aap kya ho 

jannt ki hoor ho ya 

khusbu bhari hawa ho 

aap hakikat hain par lagta 

khwab ki tarah 

aap hakikat hain par lagta 

khwab ki tarah 

chehra to lag rah hai 

gulab ki tarah 

aankhe to lag rahi hain 

sharab ki tarah

kis kalpna se rab ne 

hai aapko banaya 

ye sukriya hai rab ka 

aapko jami pe laya 

cham cham chamke bindiya jaise 

chaam ki tarah 

cham cham chamke bindiya jaise 

chaam ki tarah 

chehra to lag rah hai 

gulab ki tarah 

aankhe to lag rahi hain 

sharab ki tarah

Explore this song