Roman script

chehra kahe dil ki batein ankho me kitni kahaniya 

hamne kitabo me aksar padha hai ye pyar ki hai nishaniya

humko hui hai mohobat sanam bas humko itna pata hai 

anjam ab sochna kya accha hai ya ke bura hai 

humko hui hai mohobat sanam bas humko itna pata hai 

ho anjam ab sochna kya accha hai ya ke bura hai 

khyalo me ho bekrari dhadkan me ho bechainiya

khyalo me ho bekrari dhadkan me ho bechainiya

hamne kitabo me aksar padha hai ye pyar ki hai nishaniya

chehra kahe dil ki batein 

jab se tumhare karib aa gaye khud se hue ajnabi se

tanhayi ho ya ho mehfil lagta nahi dil kahi pe

sine me tufan ho koi sanso me ho betabiyaan  

humne kitabo me aksar padha hai ye pyar ki hai nishaniya 

chehra kahe dil ki batein ankho me kitni kahaniya 

hamne kitabo me aksar padha hai ye pyar ki hai nishaniya

chehra kahe dil ki batein

Explore this song