Roman script

chayi ghata ghanghor gagan me 
chayi ghata ghanghor gagan me 
charo taraf andhiyara 
dagmag dole naav bhanvar me 
dagmag dole naav bhanvar me 
puchhat nahi kinara 
charo taraf andhiyara 
chayi ghata ghanghor gagan me 
charo taraf andhiyara 
aur nahi ab koi sahara 
aur nahi ab koi sahara 
tu hi hai rakhwala 
jaye kanha tu hi bata ab 
jag me koun humara 
charo taraf andhiyara 
chayi ghata ghanghor gagan me 
charo taraf andhiyara 
dukhiyaro ko raah dikha de 
dukhiyaro ko raah dikha de 
tera ek sahara 
aaj ka prabhu deep jala de 
aaj ka prabhu deep jala de 
jagmag ho jag sara 
jagmag ho jag sara 
charo taraf andhiyara 
chayi ghata ghanghor gagan me 
charo taraf andhiyara 
kaale badal hat jaye 
kaale badal hat jaye 
aur mit jaye dukh sara 
nikle sukh ka pran prabhu 
nikle sukh ka pran prabhu 
ab ho jaye ujiyara 
ab ho jaye ujiyara 
ho jaye ujiyara 
ho jaye ujiyara 
charo taraf andhiyara 
chayi ghata ghanghor gagan me 
chayi ghata ghanghor gagan me 
charo taraf andhiyara

Song details

Song video

Watch on YouTube