Roman script

char dino ki hai

ye zindagi sanse mili hai 

udhar sanse mili hai udhar 

jana hai jana ek din prabhu ke dwaar 

jana hai jana ek din prabhu ke dwaar 

sona ho chandi ho ya pas ho dhan 

aparampar dhan aparampar dhan 

jana hai jana ek din prabhu ke dwaar 

jana hai jana ek din prabhu ke dwaar 

yehi kamana yehi chhodna hai 

to kyu bhare vandar to kyu bhare vandar 

jana hai jana ek din prabhu ke dwaar jana 

ha jana ek din prabhu ke dwaar 

char dino ki hai ye zindagi 

sanse mili hai udhar sanse mili hai udhar 

jana hai jana ek din prabhu ke dwaar 

jana hai jana ek din prabhu ke dwaar 

ganga me dubki ka laav kya jo paap hazar 

jo paap hazar jana hai jana ek din 

prabhu ke dwaar jana hai jana 

ek din prabhu ke dwaar

Explore this song