Roman script
chandan sa badan chanchal chitvan, dhire se tera ye muskana chandan sa badan chanchal chitvan, dhire se tera ye muskana mujhe dosh na dena jag walo mujhe dosh na dena jag walo, ho jaaye agar dil divana chandan sa badan chanchal chitvan ye vishal nayan jese neel gagan, panchi ki tarah kho jao main sirhana jo ho teri baho pe, angaro pe sau jaoo main mera beragi man dol gaya, dekhi jo ada teri mastana chandan sa badan chanchal chitvan tan bhi sudar man bhi sudar, tu sudarata ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi, mujhe teri bahut zarurat hai pahale bhi bahut dil tarsa hai pahale bhi bahut dil tarsa hai, tu aur na dil ko tarsana chandan sa badan chanchal chitvan, dhire se tera ye muskana
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Saraswati Chandra (1968)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Indeevar
- Actor: Manish
- Actor: Nutan
- Actor: Vijaya Chaudhary
- Actor: Sulochana
- Actor: Ramesh Deo
- Actor: Seema Deo
- Actor: B M Vyas
- Actor: Nayam Pally
- Actor: Sulochana Chatterjee
- Actor: Dulari
- Actor: Indu Shivraj
- Actor: Parveen Paul
- Actor: Vishwas Kunte
- Actor: Dhumal
- Actor: Surendra
- Actor: Jeevankala
- Actor: Babu Raje
- Actor: Ratna Mala
- Actor: Daya Devi
- Actor: Govind
- Actor: Sadhana Khote
- Actor: Omkar
- Actor: Madhumati
Song video
actor: Nutan, Manish