Roman script

chanda loriya sunaye hawa jhulna jhulaye

rani nindiya sulaye mere laal ko

barso sham savere maa ne roya dil ka dukhada

tab ja ke bhagwan ke baksha chand ka tukda

chanda loriya sunaye hawa jhulna jhulaye

rani nindiya sulaye mere laal ko

khelega jab mere angana khel ye pyare pyare

khelan ko tab layegi maa nile gagan ke taare

chanda loriya sunaye hawa jhulna jhulaye

rani nindiya sulaye mere laal ko

band ka sahra banega jis din dulha mera raja

khushiyo ki barat sajegi armano ka baja

chanda loriya sunaye hawa jhulna jhulaye

rani nindiya sulaye mere laal ko

rani nindiya sulaye mere laal ko

Explore this song