Roman script

chanda ki sundrata chandan ki sheetalta

phulo ki komalta mere sajan me hai

chanda ki sundrata chandan ki sheetalta

phulo ki komalta mere sajan me hai

sakhi kon hai vo kya naam hai kya nam ve

mere jigar me jinka dham jinka dham ram hai unka naam

chanda ki sundrata chandan ki sheetalta

phulo ki komalta mere sajan me hai

jis jogi ki bani jogan jag se vo nirala hai

mathe jata dhanush kade mukhda bola bala hai

haye daiya oye kisne tera

haye daiya kisne tera luth liya aaram

mere jigar me jinka dham jinka dham ram hai unka naam

chanda ki sundrata chandan ki sheetalta

phulo ki komalta mere sajan me hai

jab se lagan lagi unse tan man nahi mera apna

ang se mujhe lagayenge dekha sakhi yahi sapna

o gori chori o gori chori kiska baat liya kaam

mere jigar me jinka dham jinka dham ram hai unka naam

chanda ki sundrata chandan ki sheetalta

phulo ki komalta mere sajan me hai

Explore this song