Roman script

chanda jaisi sheetalta do 

chanda jaisi sheetalta do 

suraj jaisa prakash

antarman ki jyot jala do 

antarman ki jyot jala do 

chritar bane aakash

chanda jaisi sheetalta do 

phul ke jaisi sugandh soch ho

nirmal man ki dhaar bahe

phul ke jaisi sugandh soch ho

nirmal man ki dhaar bahe

ganga jaisi pawan vaani

ganga jaisi pawan vaani

man me dhiraj sada rahe

par pida ko apna samjho

taruvvar jaisa karo vikas

antarman ki jyot jala do 

chritar bane aakash

chanda jaisi sheetalta do 

patthar jaisi sahan shakti do

chandan bankar nit mahku

patthar jaisi sahan shakti do

chandan bankar nit mahku

jhuth, paap se dur rahu prabhu

jhuth, paap se dur rahu prabhu

pachhi bankar main chahaku

parmarth me sada dhyan ho

daas narayan ki ardaas

antarman ki jyot jala do 

chritar bane aakash

chanda jaisi sheetalta do 

suraj jaisa prakash

antarman ki jyot jala do 

antarman ki jyot jala do 

chritar bane aakash

chanda jaisi sheetalta do

Explore this song