Roman script

ye kismat hai ye chij kya hai, bhujta dhua jalta diya 

ya din ko paltta dhua rat ka, nasha hai nasha nasha hai nasha

ye jal jata hai rat ban kar, ye jal jata hai rat ban kar

ya bhujte huye din ka, shama hai shama shama hai shama

chand varga tujhko khuda, kya kahe tu haqnuma

kuch tum bhi shila ko chahoge, mere haalaat se kya paoge 

tu khush rahna in sazo se, nikle yahi dua

chand varga tujhko khuda, kya kahe tu haqnuma

vapas ke kinaro se, ab kuch bhi nahi hasil

hurkat ki panhao me, roshan si hai manjil

bhige naina is tufa me, ab na chaina is saza me

ab na samjhe abkharo se, jalti nahi shama

ye kismat hai ye chij kya hai, bhujta dhua jalta diya 

ya din ko paltta dhua rat ka, nasha hai nasha nasha hai nasha

wo rahe mohabbat ki, humse na huyi aashiq

ek huke aaho me, tujhko to mile manjil

wo rahe mohabbat ki, humse na huyi aashiq

ek hoke aaho me, tujhko to mile manjil

tu khush rahna is jaha me, kuch na sahna is jaha me 

mang le kuch bhi is duniya se, jo hai teri raza

chand varga tujhko khuda, kya kahe tu haqnuma

kuch tum bhi shila ko chahoge, mere haalaat se kya paoge 

kuch tum bhi shila ko chahoge, mere haalaat se kya paoge 

tu khush rahna in, sazo se nikle yahi dua

chand varga tujhko khuda, kya kahe tu haqnuma

ye kismat hai ye chij kya hai, bhujta dhua jalta diya 

ya din ko paltta dhua rat ka, nasha hai nasha nasha hai nasha

Explore this song