Roman script

chand tare jeb me hai 
chhoti chhoti muthiyo me band hai khusiya chhoti si dunia 
ham hai dilo ke sahjade
chand tare jeb me hai 
chhote chhote sapne, chhote chhote arma 
chhoti chhoti asaye hai
chhote chhote sapne, chhote chhote arma 
chhoti chhoti asaye hai
panchhi banke udate rahte hai hai
chand tare jeb me hai 
chhoti chhoti muthiyo me band hai khusiya chhoti si dunia
ham hai dilo ke sahjade
chand tare jeb me hai 
ho titli ke paro pe jhilmil si ye kirne
jeewan ke rang likh jati hai
ho titli ke paro pe jhilmil si ye kirne
jeewan ke rang likh jati hai
ham to inko chunte rahte hai
chand tare jeb me hai 
chhoti chhoti muthiyo me band hai khusiya chhoti si dunia
ham hai dilo ke sahjade
na na na nan na,na na na nan na

Song details

singer: Hitansh, Rachita, Sneha, Manvi, Mansi