Roman script

chand se tut kar chand ka tukda

utra hai jami par

roshan hue lakho diye

kismat ka taar utra hai yahi par

muskurahat se teri ye bahare khil uthi

jaise aasman se ye jamin mil gayi

ye jamin mil gayi

chand se tut kar chand ka tukda

utra hai jami par

mithi si pyari si halki si dhundhli si

dil me ye taswir thi

dekha jo sapno me aaya wo apno me

ye meri takdir thi ye meri takdir thi 

chand se tut kar chand ka tukda

utra hai jami par

chandan ka chota sa palna tera

hasna girna sambhlna tera

chandan ka chota sa palna tera

hasna girna sambhlna tera

bachpan tera ho khusiyo bhara

chand se tut kar chand ka tukda

utra hai jami par

roshan hue lakho diye

kismat ka tara utara hai yahi par

Explore this song