Roman script

o chand kyu jard hai, raat pe dard hai

kaanpta hai badan, kuch hawa sard hai

chand kyu jard hai, raat pe dard hai

kaanpta hai badan, kuch hawa sard hai

aaja ke teri hi meri bachain raahe

aaja ke teri hi meri bachain raahe

aaja tarasti hai meri pyasi nigahe

o sajna darati hai ye tanhai ki raahe

o pyar ki baat hai, gungunayenge hum

jaagti raat hai, yu na aayenge hum

pyar ki baat hai, gungunayenge hum

jaagti raat hai, yu na aayenge hum

kah do ye chanda se jhuka le wo nigahe

kah do ye chanda se jhuka le wo nigahe

aaja tarasti hai meri pyasi nigahe

o sajna darati hai ye tanhai ki raahe

o o raat abhi tu na dhal

ae hawa yu na chal

nind ki jhil me khil raha hai kamal

raat abhi tu na dhal

ae hawa yu na chal

nind ki jhil me khil raha hai kamal

dil to ye kahta hai tujhe ji bhar ke chahe

dil to ye kahta hai tujhe ji bhar ke chahe

aaja tarasti hai meri pyasi nigahe

o sajna darati hai ye tanhai ki raahe

Explore this song