Roman script

chand ke pas jo, chand ke pas jo sitara hai

wo sitara hasin lagta hai

wo sitara hasin lagta hai

jab se tum ho meri nigaho me 

jab se tum ho meri nigaho me

har nazara hasin lagta hai 

har nazara hasin lagta hai 

chand ke pas jo sitara hai

zindagi do dilo ki chahat hai 

zindagi do dilo ki chahat hai

zindagi do dilo ki chahat hai

har khushi pyar ki amanat hai 

pyar ke pas jo, pyar ke pas jo sahara hai 

wo sahara hasin lagta hai 

wo sahara hasin lagta hai 

chand ke pas jo sitara hai

rat tanhaiyo ki dushman hai

rat tanhaiyo ki dushman hai

rat tanhaiyo ki dushman hai

har safar humsafar se roshan hai

moz ke pas jo, moz ke pas jo kinara hai

wo kinara hasin lagta hai

wo kinara hasin lagta hai

chand ke pas jo sitara hai 

aaj ki rat hai murado ki

aaj ki rat hai murado ki

aaj ki rat hai murado ki

roshani hai naye irado ki

shama ke pas jo, shama ke pas jo sharara hai 

wo sharara hasin lagta hai 

wo sharara hasin lagta hai

chand ke pas jo sitara hai

chand ke pas jo sitara hai

wo sitara hasin lagta hai

wo sitara hasin lagta hai

chand ke pas jo sitara hai

Explore this song