Roman script

chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun

tujhko dekha to hazaro ki, taraf kya dekhun

pyar ke nam pe hanste, hue mar jana hai

pyar ke nam pe hanste, hue mar jana hai

dubna hai to kinaro ki, taraf kya dekhun

dubna hai to kinaro ki, taraf kya dekhun

tujhko dekha to hazaro ki, taraf kya dekhun

chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun

tu meri ruh me, rango ki tarah barsi hai

ab sawan ke nazaron ki, taraf kya dekhun

ab sawan ke nazaron ki, taraf kya dekhun

tujhko dekha to hazaro ki, taraf kya dekhun

chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun

jab khile phul to maine, tujhe socha hai bahut

aankh utha kar bahaaro ki, taraf kya dekhun

aankh utha kar bahaaro ki, taraf kya dekhun

tujhko dekha to hazaro ki, taraf kya dekhun

chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun

Explore this song