Roman script
chand chura ke laya hu chand chura ke laya hu chand chura ke laya hu chal baithe charch ke pichhe ho na koi dekhe na pahchane baithe paid ke niche arey chal baithe charch ke pichhe chand chura ke laya hu chand chura ke laya hu chal baithe charch ke pichhe ho na koi dekhe na pahchane baithe paid ke niche arey chal baithe charch ke pichhe kal bapu jag gaye the meri laz ki socho kal bapu jag gaye the meri laz ki socho arey jo hona tha kal hua tha aaj to aaj ki socho kal bapu jag gaye the meri laz ki socho arey jo hona tha kal hua tha aaj to aaj ki socho jag gaye to jagne do na achha ha to fir chal baithe charch ke pichhe chand chura ke layi hu chand chura ke layi hu chal baithe charch ke pichhe chal dariya par kashti lekar dur kahi bah jaye chal dariya par kashti lekar dur kahi bah jaye arey dhund na paye basti wale sahil se kah jaye chal dariya par kashti lekar dur kahi bah jaye ho dhund na paye basti wale sahil se kah jaye bol diya to bolne do na achha ha to fir chal baithe charch ke pichhe arey chand chura ke laya hu chand chura ke laya hu chal baithe charch ke pichhe ho na koi dekhe na pahchane baithe paid ke niche ho chal baithe charch ke pichhe chand chura ke laya hu chand chura ke layi hu chand chura ke laya hu chand chura ke layi hu chal baithe charch ke pichhe
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Devata (1978)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Gulzar
- Actor: Sanjeev Kumar
- Actor: Shabana Azmi
- Actor: Sarika
- Actor: Danny Denzongpa
- Actor: Keshto Mukherjee
- Actor: Benjamin Gilani
- Actor: Rakesh Roshan
- Actor: Dhumal
- Actor: Asit Sen
- Actor: Viju Khote
- Actor: Shobna Khote
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar