Roman script

chamka ban kar aman ka tara

prem ki dharti desh hamara

jai jai hidustan jai jai hidustan

jai jai hidustan

chamka ban kar aman ka tara

prem ki dharti desh hamara

jai jai hidustan jai jai hidustan

jai jai hidustan

chamka ban kar aman ka tara

prem ki dharti desh hamara

jai jai hidustan jai jai hidustan

jai jai hidustan

aman ke dushman jang ke bete bhul gae har chal

atom bomb se ja takaraya vir javahar laal

aman ke dushman jag ke bete bhul gae har chal

atom bomb se ja takaraya vir javahar laal

duniyaa ne ek saath pukara 

chamka ban kar aman ka tara

prem ki dharti desh hamara

jai jai hidustan jai jai hidustan

jai jai hidustan

jag ke hatho kitni chudiyan hoti chakna chur

jal jata barud me kitne maango kaa sindur

jag ke hatho kitni chudiyan hoti chakna chur

jal jata barud me kitne mango kaa sindur

tujhse hai singar hamara

chamka ban kar aman ka tara

prem ki dharti desh hamara

jai jai hidustan jai jai hidustan

jai jai hidusta

dharti mata jhum rahi hai bhuli duniya jang

kya pile kya gore kaale mil gae tino rang

dharti mata jhum rahi hai bhuli duniya jag

kya pile kya gore kale mil gae tino rang

jhanda uncha rahe hamara

jhanda uncha rahe hamara

jhanda uncha rahe hamara

jai jai hidustan jai jai hidustan

jai jai hidustan

chamka ban kar aman ka tara

prem ki dharti desh hamara

jai jai hidustan jai jai hidustan

jai jai hidustan

Explore this song