Roman script

kabhi cham cham barse

kabhi tham tham barse

kabhi cham cham barse

kabhi tham tham barse

jab ye mann pyasa ho

kabhi kam kam barse

kabhi bemausam ho jaaye meharbaaniyaan

kabhi sawan mein bhi kar le beimaaniyaan

kabhi cham cham barse

kabhi tham tham barse

kabhi cham cham barse

kabhi tham tham barse

jab ye mann pyasa ho

kabhi kam kam barse

kabhi bemausam ho jaaye meharbaaniyaan

kabhi sawan mein bhi kar le beimaaniyaan

kabhi cham cham barse

kabhi tham tham barse

ayi ayi ayi ayi yo…

kar de kabhi paani paani

kabhi tip tip kar udd jaaye

bin dustak aa jaaye jhat se

aur din bhar shor machaaye

ayi ayi ayi ayi yo…

kar de kabhi paani paani

kabhi tip tip kar udd jaaye

bin dustak aa jaaye jhat se

aur din bhar shor machaaye

dil ke zazbaat na samjhe

nazar ki baat na samjhe

kar le zid apni poori

mere halaat na samjhe

ab aur chalegi na meri manmaaniyaan

manzoor nahi dil ko teri sultaniyaan

kabhi ek sur naa lage

kabhi sargam barse

kabhi ye mann pyasa ho

kabhi kam kam barse

kabhi bemausam ho jaaye meharbaaniyaan

kabhi sawan mein bhi kar le beimaaniyaan

kabhi cham cham barse

kabhi tham tham barse

cham cham.

Explore this song