Roman script
yaara ve yaara ve dil kahi pe hara ve kaise batlaau tujhe yaar dil-e-haal suna du suna du, tu kahe to bata du mera kyun ho raha hai aaj bura haal khushbu saundhi si aaye jo mitti se dil kehta hain mera aaye jo buri balaye chalti hai thumuk thumuk, karti hai chhamak chhamak aayi hai balkhati jaise bahaar chalti hai thumuk thumuk, karti hai chhamak chhamak aayi hai balkhati jaise bahaar yaara ve yaara ve dil kahi pe hara ve kaise batlaau tujhe yaar dil-e-haal zor laga ke haisha, dum laga ke haisha zor laga ke haisha, dum laga ke haisha mauka hain pyara aur mausam bhi hai to phir kaahe na aashiq ka dil phisle are chahat ki chidiya jo udne lagi gaaye koyal to lakho ka mann machale gaane laga dil gana dhinak dhinak dhin tana dhinak dhinak dhin tana gaane laga dil gana tu hi kuch bata mere baare me yaar chalti hai thumuk thumuk, karti hai chhamak chhamak aayi hai balkhati jaise bahaar chalti hai thumuk thumuk, karti hai chhamak chhamak aayi hai balkhati jaise bahaar yaara ve yaara ve dil kahi pe hara ve kaise batlaau tujhe yaar dil-e-haal suna du suna du, tu kahe to bata du mera kyun ho raha hai aaj bura haal behke mann jiske aankho ke milne se dil kehta hain mera aaye jo buri balaye chalti hai thumuk thumuk, karti hai chhamak chhamak aayi hai balkhati jaise bahaar chalti hai thumuk thumuk, karti hai chhamak chhamak aayi hai balkhati jaise bahaar chalti hai thumuk thumuk, karti hai chhamak chhamak aayi hai balkhati jaise bahaar chalti hai thumuk thumuk, karti hai chhamak chhamak aayi hai balkhati jaise bahaar
Song details
- Singer: Anand Bhaskar
- Singer: Sarodee Borah
- Film / album: Ek Yodha Shoorveer (2016)
- Composer: Deepak Dev
- Lyricist: Sunil Jha
- Actor: Prithviraj
- Actor: Prabhu Dheva
- Actor: Genelia Dsouza
- Actor: Vidya Balan
- Actor: Tabu
- Actor: Nithya Menon
- Actor: Alexx ONeil
- Actor: Amole Gupte
Song video
singer: Anand Bhaskar, Sarodee Borah
actor: Tabu, Prabhu Dheva, Prithviraj