Roman script

chalte chalte pichhe mud ke dekh jara 

tere raste me hain tera yaar khada 

chalte chalte pichhe mud ke dekh jara 

tere raste me hain tera yaar khada 

main kya kah diya, tune kya sun liya 

aa main kya kah diya, tune kya sun liya

ho gayi tu khafa hay rabba ruk 

chalte chalte pichhe mud ke dekh jara 

tere raste me hain tera yaar khada 

kyu re kuchh chahiye, kya re ye chla fut 

su le meri kahani, pahli nazar me jani 

ha su le meri kahani, pahli nazar me jani 

ki tune meri rani ye beimani

khub hain ye ada, apna dil na diya 

mera dil le liya hay rabba ruk 

chalte chalte pichhe mud ke dekh jara 

tere raste me hain tera yaar khada 

kyu re ek to meri matki todi 

upar se chhedta hain 

teri to matki tuti, apna to dil hi tuta 

hay teri to matki tuti, apna to dil hi tuta 

gussa ye chhod jhutha o meri rupa

kuchh to insaaf kar, pyar se tu na dar 

chal mere sath ghar hay rabba ruk 

chalte chalte pichhe mud ke dekh jara 

tere raste me hain tera yaar khada 

main kya kah diya, tune kya sun liya 

aa main kya kah diya, tune kya sun liya

ho gayi tu khafa hay rabba ruk 

chalte chalte pichhe mud ke dekh jara 

tere raste me hain tera yaar khada

Explore this song