Roman script

chalte chalte mere ye geet yaad rakhna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna

rote hanste bas yuhi tum gungunate rehna

pyar karte karte ham tum kahi kho jayenge

inhi baharo ke aanchal me thak ke so jayenge

sapno ko phir bhi tum yuhi sajate rehna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna

chalte chalte mere ye geet yaad rakhna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna

bich rah me dilbar bichhad jaye kahi hum agar

aur suni si lage tumhe jivan ki ye dagar

hum laut aayenge tum yuhi bulate rehna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna

chalte chalte mere ye geet yaad rakhna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna

rote hanste bas yuhi tum gungunate rehna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna

Explore this song