Roman script

chalte chale leharo ke sath yad nahi din hai ki rat 
chalte chale leharo ke sath yad nahi din hai ki rat 
jana hamko jana hai waha apne dil ki manjil hai jaha
chalte chale leharo ke sath yad nahi din hai ki rat
gadi chhuti pehla safar hai shuru 
puri hogi dil me hai jo arju
gadi chhuti pehla safar hai shuru 
puri hogi dil me hai jo arju
yeh safar hai naya, hain naye raste
chalate chale leharo ke sath yad nahi din hai ki rat
ham toh udake chhune chale asman 
dekha kab tha yeh khubsurat jahan
ham toh udake chhune chale asman
dekha kab tha yeh khubsurat jahan
ham jawan dil jawa hai jawa honsle
chalte chale leharo ke sath yad nahi din hai ki rat
aye tufan chahe uthe andhiya
hamko ek din pana hai sahil yaha 
aye tufan chahe uthe andhiya
hamko ek din pana hai sahil yaha 
sach kabhi honge toh mere bhi khwab yeh
chalate chale leharo ke sath yad nahi din hai ki rat 
chalate chale leharo ke sath yad nahi din hai ki rat 
jana hamko jana hai waha apne dil ki manjil hai jaha

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Anil Kapoor, Amrita Singh