Roman script

chalo jamuna ke paar jamuna ke paar

hoy chalo jamuna ke paar

dil ki dukaanen lagin jaha par

nainon ke bazar

dil ki dukaanen lagin jaha par

nainon ke bazar

chalo jamuna ke paar

chalo jamuna ke paar

hoy chalo jamuna ke paar

aage aage toli hai

ik mast jawaani waalon ki

aage aage hoy hoy aage aage toli hai

ik mast jawaani waalon ki

piche piche bheed chali hai

ulfat ke matwaalon ki

ulfat ke matwaalon ki

piche piche hoy hoy

piche piche bheed chali hai

ulfat ke matwaalon ki

inhin ke andar dilwaale hain

inhin mein hain dildaar

inhin ke andar dilwaale hain

inhin mein hain dildaar

chalo jamuna ke paar

chalo jamuna ke paar

hoy chalo jamuna ke paar

laal gulaabi roop hai chhaaya

dekho har albeli par

dekho har albeli par

har banjaara nikla hai

dil leke aaj hatheli par

har banjaara nikla hai

dil leke aaj hatheli par

dil leke aaj hatheli par

koi qaidi in mein zulfon ka

koi nainon ka beemaar

koi qaidi in mein zulfon ka

koi nainon ka beemaar

chalo jamuna ke paar

chalo jamuna ke paar

hoy chalo jamuna ke paar

Raani banke bhumiyaa ki chhori

Jaaye jaise patang ki dori

Raani banke bhumiyaa ki chhori

Jaaye jaise patang ki dori

hoy bhumiyaa ki chhori

kahta jaaye chori chori

ke baraabar jaat ka chhora

kahta jaaye chori chori

hoy kori naina tore dodhaari talwaar

kori naina tore dodhaari talwaar

chalo jamuna ke paar

chalo jamuna ke paar

hore chalo jamuna ke paar

ghodiyaan pe baithhi jaaye

jhaaki shokh najariya re

jhaaki shokh najariya re

haath na jaaye bhari umariya

paidal daud sanwariya re

paidal daud sanwariya re

dekho logon ise kahe hain

ooncha neecha pyaar

dekho logon ise kahe hain

ooncha neecha pyaar

chalo jamuna ke paar

chalo jamuna ke paar

hoy chalo jamuna ke paar

dil ki dukaanen lagin jaha par

nainon ke bazar

dil ki dukaanen lagin jaha par

nainon ke bazar

Chalo jamuna ke paar

Chalo jamuna ke paar

hoy chalo jamuna ke paar

Explore this song