Roman script
chalo chale re sajan dhire-dhire balam dhire-dhire safar hai pyaar kaa khoi khoi hai ye raat rangili najar hai nashili, sama ikraar kaa chalo chale re sajan dhire-dhire balam dhire-dhire safar hai pyaar kaa khoi khoi hai ye raat rangili najar hai nashili, sama ikraar kaa aankhon me khushi ki lahre aur dil me mohabbat bhi jawa do dil aaye hain basaane ik pyaar ki duniya aaj yaha aankhon me khushi ki lahre aur dil me mohabbat bhi jawa do dil aaye hain basaane ik pyaar ki duniya aaj yaha ik pyaar ki duniya aaj yaha chalo chale re sajan dhire-dhire balam dhire-dhire safar hai pyaar kaa khoi khoi hai ye raat rangili najar hai nashili, sama ikraar kaa gum-sum si hai ye duniya saari khaamosh nadi ke kinaare hain hai chaand mere pahlu me daman me chamakte taare hain gum-sum si hai ye duniya saari khaamosh nadi ke kinaare hain hai chaand mere pahlu me daman me chamakte taare hain daman me chamakte taare hain chalo chale re sajan dhire-dhire balam dhire-dhire safar hai pyaar kaa khoi khoi hai ye raat rangili najar hai nashili, sama ikraar kaa
Song details
- Singer: Hemant Kumar
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Payal (1957)
- Composer: Hemant Kumar
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Sunil Dutt
- Actor: Padmini
- Actor: Agha
- Actor: Achla Sachdev
- Actor: David
- Actor: Naaz
- Actor: Baby Naaz
- Actor: Ragini
- Actor: Bipin Gupta
- Actor: Minu Mumtaz
Song video
singer: Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
actor: Sunil Dutt, Padmini