Roman script

chalo chalo bhul bhulaiya khele 
chalo chalo bhul bhulaiya khele 
pas ki phul bagiya me 
pas ki phul bagiya me 
chalo chalo bhul bhulaiya khele 
chalo chalo bhul bhulaiya khele 
kya karogi bolo jab ud jayegi 
ama joban ki chiraiya
kya karogi bolo jab ud jayegi 
ama joban ki chiraiya
main tum dono ki khoj karungi 
main tum dono ki khok karungi 
ban pawan purvaiya 
ban pawan purvaiya 
chalo chalo bhul bhulaiya khele 
chalo chalo bhul bhulaiya khele
phulo ke van me tum chhup jana 
ban ke ek papahiya 
phulo ke van me tum chhup jana 
ban ke ek papahiya 
phul phul se hum puchenge 
phul phul se hum puchenge 
kaha hai humra bhaiya 
kaho kaho kaha hai humra bhaiya 
chalo chalo bhul bhulaiya khele 
chalo chalo bhul bhulaiya khele 
aasha didi aasha didi 
main bhi khelunga 
raja bhaiya khelega 
raja bhaiya khelega 
han han han 
ban jana ek bilav 
chhup jana patto ki chhav 
aankh bacha kar karna miyau miyau 
dono bahne dar kar bhage
aise bhage aise bhage 
dono bahne dar kar bhage 
aise bhage aise bhage 
jaise van ki bilaiya 
jaise van ki bilaiya 
chalo chalo bhul bhulaiya khele 
chalo chalo bhul bhulaiya khele 
pas ki phul bagiya me 
chalo chalo bhul bhulaiya khele 
chalo chalo bhul bhulaiya khele

Song details