Roman script

chalo baant lete hain
apni sazaye
chalo baant lete hain
apni sazaye
na tum yaad aao 
na tum yaad aao
na hum yaad aaye 
chalo baant lete hain
apni sazaye
sabhi ne lagaya hai 
chehre pe chehra
sabhi ne lagaya hai 
chehre pe chehra
kise yaad rakhe 
kise yaad rakhe
kise bhul jaye 
chalo baant lete hain
apni sazaye
na tum yaad aao 
na tum yaad aao
na hum yaad aaye 
chalo baant lete hain
apni sazaye
unhe kya khabar 
ho unhe kya khabar ho
aane wala na aaya
unhe kya khabar 
aane wala na aaya
barasti rahi 
barasti rahi
raat bhar ye panaahe 
chalo baant lete hain
apni sazaye
na tum yaad aao 
na tum yaad aao
na hum yaad aaye 
chalo baant lete hain 
apni sazaye
chalo baant lete hain 
apni sazaye

Song details

Song video

Watch on YouTube