Roman script

ye sajanwa to huwa hai re tera deewana
ye sajanwa to huwa hai re tera deewana 
ye sajanwa to huwa hai re tera deewana
ye sajanwa to huwa hai re tera deewana 
chalne lagi hain hawayein
saagar bhi lehraaye ho o o o 
chalne lagi hain hawayein, saagar bhi lehraaye
pal pal dil mera tarse, pal pal tum yaad aaye
chalne lagi hain hawayein, saagar bhi lehraaye
lehraye 
duniya me aayi hai, tu mere hi liye 
duniya me aayi hai, tu mere hi liye 
meri zindagi bhi hai, bas tere hi liye
tujhko tujhi se aaja, churaa loon sanam
palkon me tujhko apni, chupaa loon sanam
ik pal bhi ye duri, dil mera na sahega
jo mera tha sadiyon se, mera hi rahega ho o o o o 
chalne lagi hain hawayein, saagar bhi lehraaye
lehraye 
ye sajanwa, to huwa hai re tera deewana
tujhe paa ke aisa laga, sab mil gaya
jaise is diwaane ko, ab rab mil gaya
humko hi chaaho, teri chaahat hain hum
dil se to dekho humko, mohabbat hain hum
dil khoya hai tujhme, diwana ho gaya hai
ye pagal awaara, begaana ho gaya hai ho o o o 
chalne lagi hain hawayein, saagar bhi lehraaye 
tum yaad aaye nind ud gayi 
aankh khul gyai, khaab hakikat ho gaya
nindo me khwabo ka silsila 
khawbo me yadon ka silsila 
mile jabse tumse, khud se juda ho gaye 
khuda ki kasam tumpe, fida ho gaye 
jaagi jaagi aankho ne
dekhe khaab tumhare hain 
divane tumhare huye jabse hain ham 
sabhi yaar hamse dekho khafa ho gye 
khuda ki kasam tumpe, fida ho gaye 
nindo me khwabo ka silsila

Song details

Song video

Watch on YouTube

Watch on YouTube

Watch on YouTube