Roman script

chali vo nasib ki aandhiya 
mahal wafa ke ujad gaye
ghadi bhar ke liye jo na huye 
vo sada ko aaj bichad gaye
chali vo nasib ki aandhiya
jo jamana aaya bahaar ka
jo jamana aaya bahaar ka
to kamal ujad gaya pyar ka
rangee dil ki dillagi hasrate
bane khel haye bigad gaye
ghadi bar ke liye jo na huye 
vo sada ko aaj bichad gaye
chali vo nasib ki aandhiya
aandhiya aandhiya

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Geeta Bali, Ajit