Roman script

chali raadhe raani ankhiyo me paani

chali raadhe raani ankhiyo me paani

apne mohan se mukhda modke

apne mohan se mukhda modke

chali raadhe raani ankhiyo me paani

apne mohan se mukhda modke

maan bhari abhimaan bhari

maan bhari abhimaan bhari

nirmohi se nirmohi se naataa todke

apne mohan se mukhda modke

chali raadhe raani

o o jamunaa ke tat pe basi ke bat pe

natakhat ne usko gher liyaa

dekho natakhat ne usko gher liyaa

ghunghat ke pat se jhaanke jhatpat

raadhaa ne bhi munh pher liyaa

dekho raadhaa ne bhi munh pher liyaa  

baato hi baato me jhagdaa bhaya aisaa

baato hi baato me jhagdaa bhaya aisaa

baaho ke badhan todke

ho chali baaho ke badhan todke

apne mohan se mukhda modke

chali raadhe raani ankhiyo me paani

apne mohan se mukhda modke

chali raadhe raani

chali raadhe raani ankhiyo me paani

apne mohan se mukhda modke

chali raadhe raani

chhaliyaa mohan raadhe bholi

chhaliyaa mohan raadhe bholi

saanvariyaa ne ki jo thitholi, saanvariya saanvariya

saanvariyaa ne ki jo thitholi

na kuchh doli na kuchh boli

raadhe na kuchh doli na kuchh boli

na hi do ankhiyaan kholi 

na hi do ankhiyaan kholi

madhuban ki galiyaan chhod ke

ho madhuban ki galiyaan chhod ke

apne mohan se mukhda modke

chali raadhe raani ankhiyo me paani

apne mohan se mukhda modke

chali raadhe raani

chali raadhe raani ankhiyo me paani

apne mohan se mukhda modke

chali raadhe raani

Explore this song