Roman script

chali gauri pi se milan ko chali

chali gauri pi se milan ko chali

naina banwariya, man me sanwariya

chali gauri pi se milan ko chali

chali gauri pi se milan ko chali

naina banwariya, man me sanwariya

chali gauri pi se milan ko chali

chali gauri pi se milan ko chali

daar ke kajra, lat bikhra ke

daar ke kajra, lat bikhra ke

dhalte din ko raat bana ke

kangna khankaati, bindniya chamkati

kangna khankaati, bindniya chamkati

chham chham dole sajna ki gali

chali gauri pi se milan ko chali

chali gauri pi se milan ko chali

naina banwariya, man me sanwariya

chali gauri pi se milan ko chali

chali gauri pi se milan ko chali

komal tan hai, sau bal khaya

ho gayi bairan apni hi kaya

komal tan hai, sau bal khaya

ho gayi bairan apni hi kaya

ghunghat khole na, munh se bole na

ghunghat khole na, munh se bole na

raah chalat sambhali sambhali

chali gauri pi se milan ko chali

chali gauri pi se milan ko chali

naina banwariya, man me sanwariya

chali gauri pi se milan ko chali

chali gauri pi se milan ko chali

Explore this song